Хотите джодха и акбар? Кликай по ссылке!

Страничка симфонии Inn Lamhon Ke Daaman Mein, создано "Jodhaa Akbar/Джодха и Акбар". Послушайте удобно музыку в плеере, после чего вы можете добавить её в список проигрывания, скачать на компьютер. Конечно же в наличии текст музыкального произведения на русском, английском или другом, родном для музыки языке. А ещё наша команада постаралась разыскать для вас видосик с концерта создателя, без сомнения это надо смотреть, нам показалось, что он замечательный.

Голосов: 0

Артист: "Jodhaa Akbar/Джодха и Акбар"

Название произведения: Inn Lamhon Ke Daaman Mein

Длительность mp3 песни: 06:40

Датировано: 2015-10-04

Просмотров: 1000

Скачать песню
Другие песни "Jodhaa Akbar/Джодха и Акбар"
Текстовка песни:

In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain

Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai
Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai
(Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein ) —2

Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tanam tanam tanam tanana dom tom
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tana dom tom tana dom tom tanana dom tom
Dom tom tana nana dom tom tana dom
Dom tom tana nana dom tom tana
ohhoo
Dom dom tom tana nana dom tom tana
Dom tom tana nana dom tom tana nana

Kaise yeh ishq hai
Kaisa yeh khwab hai
Kaise jazbaat ka umda salab hai

(Kaise yeh ishq hai
Kaisa yeh khwab hai
Kaise jazbaat ka umda salab hai
Din badle raatein badli, baathein badli
Jeene ke aandaz hi badlein hai) —- chorus

In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain

Female:
Samay ne yeh kya kiya
Badal di hai kaya
Tumhe mene paa liye
Mujhe tumne paya

Mile dekho aise hai hum
ke do sur ho jaise madham
koi jyada na koi kaam
Kise raag mein
Ke prem aag mein
Jalte dono hi the
tan bhi hai maan bhi
Maan bhi hai tan bhi
Tan bhi hai maan bhi
Maan bhi hai tan bhi

Male..
mmmhhmmm

Mere khwaabon ke is gulistaan mein
Tumse hi tum bahar chai hai
Phoolon mein rang mere the lekin
In mein khusboon tumhi se aaye hai

[(Kyon hai yeh arzoo
Kyon hai yeh zustzu
Kyon dil bechain hai
Kyon dil betaab hai ) —-2
Din badle raatein badli baatien badli
Jeene ke andaaz hi badle hain ] —chorous

In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain

Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai
Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai
(Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein…

Видео
https://youtube.com/devicesupport
Комментарии (0)
Добавление комментария



Каптча: